आप भी सदस्य बनें-

Monday 10 August, 2009

स्वाइन फ्लू (कार्टून)

दोस्तों , आज के कार्टून को देखकर यदि आप मुस्कुराने पर बाध्य हो जायें तो, मुझे मेरी मेहनत का पुरस्कार मिल जाएगा, यदि आप उचित समझें तो एक टिपण्णी भी करें, आपकी टिप्पणियां ही हमें प्रेरित करेंगी और अच्छा काम कर दिखने की !
नज़र डालिए इस कार्टून पर--


---------------------------------------------------

8 comments:

  1. kisi bhi cartoonist athvaa kalamkaar ka ye sabse bada hathiyaar hota hai jo aaj aapne chalaaya hai sureshji.............

    satarkta !
    sajagta !
    tatparta !
    aur nirantarta se vimukh nahin hue toh aap apne kshetra me khoob naam kamaayenge aur apne chaahne walon ke maanas par chha jaayenge..........

    main aapko svyam apnaa udaaharan deta hoon .............
    aapko ye jaan kar bahut hairat hogi ki mere paas bloging ke liye ek ghante ka bhi samay nahin hai lekin main pichhle teen maah se ise kam se kam 10 ghante roz de raha hoon ....
    mere dost yaar, ghar waale bhi mujhe kahte hain ki yaar kyon deevane ki tarah post par post aur logon ko tippani pe tippani likhe jaa rahe ho ? kya haasil hoga is se ?

    main kahtaa hoon kuchh bhi haasil nahin hoga ...kyonki meri rozi roti stage se hai ..manch se hai, lekin is kshetra me aa hi gaya hoon toh kuchh hi dinon me itnaa dhamaal kardoon ki ek baar toh sabhi blogar mujhe jaan jaayen

    aur ye sachhi baat hai bhai ! jab log aapko jaan jaate hain toh aap apne kshetra me safal maane jaate hain

    chaahe koi aapko pyaar se dekhe, chaahe koi nafarat se dekhe, koi fark nahin padta....

    koi tippani de ya na de koi fark nahin padta, lekin aapko padhaa zaroor jaaye, ye prayaas rahanaa chaahiye...

    main dekh raha hoon dheere-dheere aapke pathkon va tippanikaaron ki sankhya me badhottari ho rahi hai ....

    ye badhottari uattrottar ho, ye meri
    haardik shubh kaamnaa hai !

    badhaai aaj ke caartoon
    zabadast caartoon ke liye..............ha ha ha ha ha ha

    ReplyDelete
  2. बहुत खूब
    क्या बात है

    ReplyDelete
  3. भाई ....क्या बात है ? शानदार !!!

    ReplyDelete
  4. श्री अलबेला खत्री जी, को मेरा नमन -- भाई आपने मेरा जबरदस्त हौसला बढाया है, आपकी बातों ने आँखों में पानी ला दिया है, ये आंसू ख़ुशी के है, ब्लॉग जगत में पहली बार किसी ने अपना दामन फैलाया है इस छोटे से कार्टूनिस्ट के लिए, मैं जीवन भर आपके बताये पथ पर चलूँगा !.......कौन मूर्ख कहता है की अलबेला खत्री की सोच में कहीं कोई कमी है......आये मेरे सामने...!

    ReplyDelete
  5. पिछली बार जब हमने राँची में ब्लॉगर मीट की थी तब तक शायद आप हिंदी ब्लागिंग में सक्रिय नहीं हुए थे वर्ना आपसे वहीं मुलाकात हो जाती। आज मुसाफ़िर हूँ यारों पर आपकी टिप्पणी से पता चला कि आप राँची से है। इसी तरह ताज़ा हालत को ध्यान में रखते हुए चित्र खींचते हुए लोगों को हल्के फुल्के पल देते रहिए। इन्हीं शुभकामनाओं के साथ

    ReplyDelete

आपकी एक टिपण्णी हमारा मनोबल बढ़ाएगी !